The lyrics.
[INTRO]
kyuں main ab qaabil-e-jafa na raha
kya hua, kahiye mujh mein kya na raha
[VERSE 1]
un ki mehfil mein us ke charche hain
mujh se achha mera fasaana raha
vaa.iz-o-mohtasib ka جَمْگھَٹ hai
مَے کَدَہ ab to مَے کَدَہ na raha
[CHORUS]
kyuں main ab qaabil-e-jafa na raha
kya hua, kahiye mujh mein kya na raha
[VERSE 2]
uff-re na-آشنائیاں us ki
chaar din bhi to aashnaa na raha
laakh پَرْدے mein koi kyuں na chhupe
raaz-e-ulfat to ab chhupa na raha
[FINAL CHORUS]
itni mayoosiyaaں bhi kya ‘بےخود’
kya Khuda ka bhi aasra na raha
kyuں main ab qaabil-e-jafa na raha
kya hua, kahiye mujh mein kya na raha
Listen on Spotify 